Aaakhain
taras gaye tumhara khyal aa gaya
Ab to chehra dikha do, naya saal aaa
gaya |
Gul
Gaye Gulshan Gaye, Gul Ke Patte Rah Gaye
Sare Shayair Mar Gaye, Tum Ullu Ke Pathe
Rah Gaye |
Paida
hua Wakeel (advocate) to Shaitaan nay kaha
Lo aaj main bhee Sahab-e-Aulad ho gaya. |
Jahaan
gaaye the khushiyon ke taraane,
Muqaddar dekhiye roye wahiin par
Hue masjid se Gum juute hamaare,
JahaaN se paaye the, khoye wahiin par |
Ghar
ghar main diya jale, To diwali mat samjho
Agar main tera peeche paroon, To
mawali mat samjho |
Khud
ko kar buland itnaa
Kay Himaalay ki choti pe jaa pahunche
Aur khuda tumse puche
Abe gadhe, ab utrega kaise |
Janaza
Mera Nikla, Duniya Dekh Ne Nikli
Magar Woh Zalim Na Nikli, Jiske Liye
Mera Janaza nikla |
Teri
Beauty Ne Mujko Appeal Kiya,
Dusri Ko Reject Kiya,
Aur Tisri Ko Select Kiya. |
Sheeshi
bhari gulab ki, phatthar se phor doon
Pant wali mil jaye, to ghanghre wali ko chor
doon |
Teri
zulf kya hai raat ka saaya hai
Sar mudaa deeya to sawera ho jayega |
Tere
ishq main janam kya se kya haal ho gaya
Badan se badboo aa rahee hai, nahay
jamana ho gaya |
Aasman
se gira ek chaand ka tukda,
Usse bhi sundar aapka mukhra. |
Na
teer, na talvaar se ghayal hue hain...
Teri sirf ik nazaar se, ilzaam, Shaayar
hue hain |
Apple
kaat te hoon knife se, Paani peeta hoon
pipe se,
Kya zamana aaa gaya,
Joote khata hoon wife se. |