|
Song
name |
"Sawaal" |
Artist |
Aaroh |
Requested
by |
Kashif
(mr_kashif83@hotmail.com) |
Šâwââ£
ik sawaal sa uthta raha
kaya kabhi tu ho saka mera
lagta hai yeh piyar mera
yeh piyar nahi sacha mera
maan main jaagai yeh armaan
raatain kaatana naa aasaan
jeeta raha is aas pur
takta raha teri raah pur
tujh ko chaha hai
bus yeh gunnah hai
karoon jo gunnah
pur na dai mujh ko yeh saza
kaya kabhi tu ho saka mera
dil ko haro na
bus kisi ko chaho na
jo tu chahai
milta nahi kisi ko yahaan
aaas hai
piyaas hai
burakti si ik aag hai
julta raha ik shola sa
aa kai bhuja o saajna
ik sawaal sa uthta raha
aaaaaaaaaa aaaaaa
aaaa aaaaaaaaa aa
|
|
|
|